How to Earn from Your Website Using Google AdSense in India (2025)

How to Earn from Your Website Using Google AdSense in India (2025)

How to Earn from Your Website Using Google AdSense in India (2025)

Agar aapke paas ek website ya blog hai aur aap soch rahe ho ki paise kaise kamaayein, toh Google AdSense ek perfect option hai. Ye Google ka official advertising program hai jisse aap apni site pe ads laga kar passive income kama sakte ho.

Step 1: Website Banaye aur Traffic laaye

Pehle aapko ek professional website chahiye (jaise WordPress pe), jisme original content ho. At least 15–20 blogs hone chahiye aur thoda traffic bhi.

Step 2: Required Pages Add Karein

  • ✅ Privacy Policy
  • ✅ About Us
  • ✅ Contact Page
  • ✅ Disclaimer / Terms & Conditions

Step 3: Google AdSense ke liye Apply Karein

Google AdSense ki official site pe jaake sign up karein, apne website ka URL dalein aur site verification complete karein. Fir 1–2 din mein approval milta hai agar sab kuch sahi ho.

Step 4: Ads Lagayein (Manual ya Plugin se)

Approval ke baad aapko ad units milte hain — jise aap in-article ads, sidebar ads ya header ads ke form mein lagaa sakte hain. WordPress users Ad Inserter plugin ka use kar sakte hain.

Step 5: Earning Start Ho Jaayegi

Jaise-jaise log aapki site visit karenge aur ads dekhenge ya click karenge, waise-waise aapko paisa milta hai. Ye paise aapke AdSense account mein accumulate hote hain, aur ₹8000 hone par bank transfer hota hai.

Tips for High Earnings:

  • 📱 Mobile responsive ads lagayein
  • 📊 High CPC niches choose karein (Finance, Tech, Gadgets)
  • 📝 Long-form content likhein with 1000+ words
  • 🚫 Policy violations na karein (no copied content, adult/adult language, etc.)

Conclusion

Google AdSense ek trusted aur long-term earning option hai India mein bloggers ke liye. Agar aap regular content likhte ho aur traffic banaye rakhte ho, toh aap monthly ₹5,000 se ₹50,000 tak kama sakte ho — woh bhi ghar baithe!

👉 Also Read: Top 10 Shopping Apps in India (2025)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *